Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAamne Saamne (1967)
HomeAamne Saamne (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam pyaar mein ho rahe hain sitam pe sitam honge jiss roz hum aamne saamne honge jiss roz hum aamne saamne saare shikwe gile door ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam unke har naaz ki humne taarif ki unke har naaz ki humne taarif ki shukriyaa bhi naa kehne ki taklif ki humne dekha to parde mein wo chhup gaye humne dekha to parde mein wo chhup gaye kya pata tha wo magroor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam khubsoorat hai wo aur maasoom hai khubsoorat hai wo aur maasoom hai ab ye baaten kahaan unko maloom hai jo fasaane faqat apne honthon pe hain jo fasaane faqat apne honthon pe hain har gali mein ye mashhoor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam humko apni nighaahon pe hai aitbaar humko apni nighaahon pe hai aitbaar ek din unko kar denge hum beqaraar jiss tarah hum muhabbat mein majboor hain
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei
ho mere bechain dil ko chain tune diya mere bechain dil ko chain tune diya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa ho tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa kabhi khaabon mein maine aa aa ke teri neend churaayi raaton mein kabhi uljhaya kabhi suljhaya teri zulfon ko mulaaqaton mein teri zulfon ko mulaaqaton mein ho meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa har waqt samaayi rehti thi maayusi meri nighahon mein main bhatak jaata main behak jaata gir jaata main inn raahon mein gir jaata main inn raahon mein ho mere saathi mujhe tune tham liya mere saathi mujhe tune tham liya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa maujon ne teri hi baatein ki taarron ne tera hi naam liya jab gulshan se hua tera guzar phoolon ne bhi daaman tham liya phoolon ne bhi daaman tham liya ho tune jaane jahaan dil mujhko diya tune jaane jahaan dil
nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam are hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam woh aaya to kho gayi ye saari mehfil woh aaya to kho gayi ye saari mehfil dekha iss andaz se sab kho baithe dil thoda sa woh meherbaan thoda sa qaatil thoda sa woh meherbaan thoda sa qaatil woh jiski har ek ada par laakhon hai ilzaam woh jiski har ek ada par laakhon hai ilzaam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam are hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam kis ka gussa hai bhala jis pe aaye pyaar kis ka gussa hai bhala jis pe aaye pyaar aisa dushman haaye re jisko samjhe yaar socho to woh kaun hai sharmila dildaar socho to woh kaun hai sharmila dildaar jiski mast nashilee nazren aisi jaise jaam jiski mast nashilee
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kal Humse Ruthe Huye Aamne Saamne (1967) 04:14 12563
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Gara
Duration : 04:14   Song Number : 12563   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Mere Bechain Dil Ko Aamne Saamne (1967) 06:09 12565
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 06:09   Song Number : 12565   

Nain Mila Kar Chain Aamne Saamne (1967) 04:13 21023
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:13   Song Number : 21023